Bal Diwas special Β· 10 round
Shaktimaan ya Chhota Bheem?
Har round mein bachpan ki do cheezein. Jo zyada pyaari thi, woh chuno. Aakhir mein pata chalega: tu 90s ka bachcha hai ya 2000s ka.
Aur khelo
Kaunsi cheez kis zamaane ki, yeh mote taur pe hai: kai cheezein dono dashak mein chali. Naam sirf yaadon ke liye hain, kisi brand ya channel se is quiz ka koi rishta nahi.